Fact-Checking Policy

hum apne readers ko sahi aur reliable information dene ki puri koshish karte hain. Hamara main goal hai ki jo bhi content publish ho, wo authentic, updated aur trust-worthy ho.

1. Source Verification

👉 Har article likhne se pehle hum multiple trusted sources (official websites, government data, news portals, research reports) ko check karte hain.
👉 Hum koshish karte hain ki information first-hand source se li jaye, taaki accuracy bani rahe.

2. Cross-Checking

👉 Content publish karne se pehle data, stats aur facts ko cross-check kiya jata hai.
👉 Agar kahin contradiction milta hai, to hum sabse reliable source ko preference dete hain.

3. Regular Updates

👉 Finance aur technology related information bahut fast change hoti hai. Isliye hum apne articles ko time-to-time review karke update karte hain.
👉 Agar koi outdated information milti hai to usse turant correct kiya jata hai.

4. Reader Feedback

👉 Agar aapko lagta hai ki TechnoPaisa.com par publish content me koi mistake ya outdated info hai, to aap hume directly inform kar sakte ho.
👉 Hamari team usko verify karke jaldi se jaldi update karegi.

5. Responsibility

👉 Hum best efforts se sahi information dene ki koshish karte hain, par guarantee nahi dete ki sab 100% accurate ya error-free hoga.
👉 Readers ko encourage kiya jata hai ki koi bhi financial ya legal decision lene se pehle professional advice lein.

Contact

Fact-checking related queries ya suggestions ke liye aap hume email kar sakte ho:
📩 techpaisha@gmai.com